Wednesday, 2 January 2013

insaaf ki maang

Dombivali-jaha ladkiyon ko maa,beti,behen k roop mai dekha jata hai wahi par usi ladki k saath atyachaar aur balatkar kiya jata hai. delhi tak jane ki jaruri nahi hai yehi paas dombivali mai bhai aur pitaji ne apni hi behen-beti k saath balatkar kiya.poore 2saalo tak,use dhamkiya diya gaya ab to ladkiya apne hi ghar mai suraksit nahi hai.to hum bahar se insaaf kaise maange.jo hamare suraksha k hakdar hote hai wahi hamare saath aise karne lage to hum kaha jaaye.
                

No comments:

Post a Comment